Hey Malik Tere Bande Hum : Yeh andhera ghana chha raha tera insan ghabra raha ho raha bekhabar, kuchh na aata nazar sukh ka sooraj chhipa ja raha hai teri roshni mein woh dam jo amaavas ko kar de poonam neki par chalein aur badi se talein taaki hanste huye nikle dam aye malik tere bande hum.